Showing posts with label shayaris. Show all posts
Showing posts with label shayaris. Show all posts

Thursday, December 18, 2025

Shayaris Collections from Web-II

 

Sharing collections of some of my favorite shayaris from the web in the series:

1.

“'फ़राज़' भूल चुका है तेरे फ़िराक़ के दुख

कि शा'इरों में तन-आसानियाँ तो होती हैं

-Ahmed Faraz

 

 2.

अभी तलक तो कुंदन हुए राख हुए

हम अपनी आग में हर रोज़ जल के देखते हैं

-Ahmed Faraz

 

 3.

हमफ़राज़शेरों से दिल के ज़ख्म भरते हैं,

क्या करें मसीहा को जब दवा नहीं मालूम।

-Ahmed Faraz

 

 4.

“mujhe Khairaat mein mili khushiyan achi nahi lagti faraz

Main apne dukhon main rehta hoon nawabon ki tarah”

-Ahmed Faraz

 

 5.

“dukh aisa chahiye ki musalsal rahe mujhe

aur uske saath saath anokha bhi chahiye

ek zakhm mujhko chahiye

mere mizaaz ka

yani hara bhi chahiye

gehraa bhi chahiye

kya hai jo ho gaya hoon main thoda bahut kharab

thoda bahut kharab to

hona bhi chahiye”

-Jawad Sheikh

 

 6.

"main badi der tak dekhta raha tumhe,

tum aaye hi nahi tasveer se baahar"

-Jaun Elia

 

 7.

"tooti hui cheez hamesha pareshan karti hai

jaise dil, neend, bharosa, aur

sabse zyada kisi se umeed"

-Jaun Elia

 

 8.

"woh meri rooh ki chaadar main aake

aise chhup gaya ki

rooh nikle to voh nikle,

voh nikle to rooh nikle"

-Jaun Elia

 

 9.

हर किसी से बिछड़ गया हूँ मैं,

कौन दिल में मेरा मलाल रखे.!!

शहर--हस्ती का अजनबी हूँ मैं,

कौन आखिर मेरा ख्याल रखे.!!

~जॉन एलिया

 

 10.

https://www.instagram.com/reel/DLxTsKJNBhc/?igsh=dDdpbTljd3psZTU5

"musalsal jaari hai mujhme hi tameer meri

kahin se banta hoon to

kahin se toot jaate hoon"

 

11. 

https://www.instagram.com/reel/DMUz7QjS4zi/?igsh=MTVzb2hybmJrdTg1dQ%3D%3D

"aayega guftagoo ka saleeqa to kam se kam

shayar babut zaroori hai khandaan mein,

rehta hai sirf ek hi kamre mein aadmi,

uska guroor rehta hai baaki makaan mein"

-Mehshar Afridi

 

 12.

नहीं निगाह में मंज़िल तो जुस्तुजू ही सही

नहीं विसाल मयस्सर तो आरज़ू ही सही….

 

गर इंतिज़ार कठिन है तो जब तलक दिल

किसी के वादा--फ़र्दा की गुफ़्तुगू ही सही

--Faiz ahmed faiz

 

 13.

https://www.instagram.com/reel/DSNLQBYEiia/?igsh=MWkyeWk0emEwaHJuZg%3D%3D

"dil ke kisi ujaad se kone se aai hai

chehre pe jo bahaar hai, rone se aai hai"

 

 

 14.

ख़त के छोटे से तराशे में नहीं आएँगे

ग़म ज़ियादा हैं लिफ़ाफ़े में नहीं आएँगे

 

मुख़्तसर वक़्त में ये बात नहीं हो सकती

दर्द इतने हैं ख़ुलासे में नहीं आएँगे

-ख़ालिद नदीम शानी


 15.

https://www.instagram.com/reel/DMy7FRKvwSJ/?igsh=a3p0cXNxY2toaDR3

"kya khoob kiya usne mere zakhm ka ilaaj

marham bhi lagaya to kaanton ki nok se"



16.

मुस्कान बनाए रखो तो सब साथ हैं ग़ालिब,

वरना आँसुओं को तो आँखों में भी पनाह नहीं मिलती।

-Mirza Ghalib


17. 

https://www.instagram.com/reel/DO0vimMErqs/?igsh=cGlqd2Y3ZXZyN2dq

"kuch logon ko yaadein zinda rakhti hain,

lekin humko baatein zinda rakhti hai

 

dard ko zinda rakhti hai kuch tasveerein

tasveeron ko ankhen zinda rakhti hain

 

hum sab manzil milte hi mar jayenge

hum sabko yeh raahein zinda rakhti hain

 

usne ankhon ka sailaab nahi dekha

jisko meri ankhein zinda rakhti hain

 

zinda rakhti hai jo mitti pedon ko

us mitti ko lashein zinda rakhti hain

 

kuch logon ko yaadein zinda rakhti hain

lekin humko baatein zinda rakhti hain..."


18.

“likhna to tha ki khush hoon tere bagair

Magar ansoo qalam se pehle hi gir gaye”

https://www.instagram.com/reel/DMSp-Yohw0m/?igsh=c2xjNWYwcHlpbGI0


19.

(96) Do Ek Sawalon Ka Sataya Hua Hun Main..❤️‍🩹✨ | Gulshan Mehra | #shayari #shorts #viralvideo - YouTube

“Do ek sawaalon ka sataya huwa hoon main,

Main koun hoon aur kis liye aaya hoon main

Har chot pe mazboot hua ja raha hoon aur,

Ye kon si mitti ka banaya huwa hoon main

Aksar mujhe aata hai mera khwab-e-haqeqat

Dikhta hai ki kaandhon pe uthaya gaya hoon”

 

 20.

"masle hain bahot darmiyan khudaya

jism hai qaid, rooh pareshan khudaya

jawani mein qamar jhukne lagi hai

main chand din ka lagta hoon mehmaan khudaaya

bikte hai log mohabbat mein aksar

ye ishq to lagta hai dukaan khudaya

meri jaan hi meri jaan le rahi hai

mera maut se kya hoga nuqsaan khudaya

khilona jankar vo tod gaya hai

main us shaqs ko lagta hoon bejaan khudaya..."

https://www.instagram.com/reel/DOERMDrDzL7/?igsh=MXVwNmYzdHdiOWpjeQ%3D%3D


21.

“मेरे जख्म नहीं भरते यारों
मेरे नाखून बढ़ते जाते हैं

मैं तन्हा पेड़ हूं जंगल का
मेरे पत्ते झड़ते जाते हैं
मैं कौन हूं, क्या हूं, कब की हूं
एक तेरी कब हूं, सबकी हूं
मैं कोयल हूं शहराओ की
मुझे ताब नहीं है छांव की
एक दलदल है तेरे वादों की
मेरे पैर उखड़ते जाते हैं
मेरे जख्म नहीं भरते यारो
मेरे नाखून बढ़ते जाते हैं

मैं किस बच्चे की गुड़िया थी
मैं किस पिंजरे की चिड़िया थी
मेरे खेलने वाले कहां गए
मुझे चूमने वाले कहां गए
मेरे झुमके गिरवी मत रखना
मेरे कंगन तोड़ ना देना
मैं बंजर होती जाती हूं
कहीं दरिया मोड़ ना देना
कभी मिलना इस पर सोचेंगे
हम क्या मंजिल पर पहुंचेंगे
रास्तों में ही लड़ते जाते हैं
मेरे जख्म नहीं भरते यारों
मेरे नाखून बढ़ते जाते हैं”

-Tehzeeb Haafi

 

 

 

 

 

 

 


Saturday, November 22, 2025

Some more beautiful Shayaris from the internet...

 

Sharing some of sublime poetries with beautifully woven words and depth...Each one of them is so beautiful that I decided to gather them and post here..Well, I usually blog post on Hindi/Urdu poetries of others as I do not want to post the numerous poetries I have penned as of now (as they all are unpublished yet, and hopefully have them published in my book in near future) ...

The recitation/description of the poetries and the words are below them:

1.

https://www.instagram.com/reel/DPQj90wDsgT/?igsh=MXc5Z3poN2N6YXZ4bw%3D%3D

"मज़हब अगर बेनाम हो जाये, तो सुकून मिले।
ख़ुदा हर (हरि) में, हर ख़ुदा में है,
ये बात अगर आम हो जाए तो सुकून मिले॥
नज़र का उठना, कुछ कहना, लाज़मी है।
हर नज़र अगर पाक हो जाए, तो सुकून मिले॥
चांद, तारे, सूरज, नदियाँ सब के सब, सबके साँझे हैं
इंसान अगर इंसान का हो जाए तो सुकून मिले॥"

 

 2.

https://www.instagram.com/reel/DNqNHoXI7GJ/?igsh=MWt5ODBsMXZwNDhtNQ%3D%3D

 "झूठ कहते हैं लोग की संगत का असर होता है,

काँटों को आजतक महकने का सलीका नहीं आया…"

 

3.

https://www.instagram.com/reel/DObdOg2CUvK/?igsh=YXVoZGRteHNvbHQy

"हकीकत यह है गर्दिश में सितारा चल रहा है

गुजारी जा रही है बस गुजारा चल रहा है

मै काफी देर से कुछ तय नहीं कर पा रहा हु

ये कस्ती चल रही है या किनारा चल रहा है"

 

 4.

https://www.instagram.com/reel/DRK4g82iLbu/?igsh=czN3M2dkYzE4NGkz

"Muddatein guzar gai hisaab nahi kiya,

Na jaane kiske dil main kitne reh gaye hum…"

 

 5.

https://www.instagram.com/reel/DN0nM5A5FVi/?igsh=MTd1OTJtZzd6eGNubA%3D%3D

"Jaane kis haal me hum hai ki hame dekh ke log
Ek pal ke liye rukte hain guzar jaate hai"
~Ahmad Faraz

 

6.

Mein Khwahishon Ke Azaab Le Kar Chala - Mawraa.com

“Mein chhor kar apni raah takti udas aankhen
Jo bach gaye thay woh khwab le kar chala gaya hoon

Jis pe mein ne mohabbaton ki wahi likhi thi
Woh aik mamnooa kitaab le kar chala gaya hoon

Bas ik ujal ko suna gaya hoon jo dastaan thi
Mein zindagi se hisaab le kar chala gaya hoon

Mein qaflun ko dikha gaya hoon nishan-e-manzil
Mein raston ke sarab le kar chal gaya hoon

Unhein kaho keh mein dhoondne se nahi milon ga
Mein gird-e-rah ki niqab le kar chala gaya hoon

Mein khwahishon ke azaab le kar chala gaya hoon
Woh dil woh khana kharab le kar chala gaya hoon”-Poet: Khalil Ur Rehman


7.

 "sehra main dhoondta hoon samundar ki adaayein

mujhko mere mizaaj ki duniya na mil saki"

https://www.instagram.com/reel/DLq7mjFJShh/?igsh=MWRmdWk2Mm01bGlseg%3D%3D

 

8. 

"लफ्जों की तरह मुझसे किताबों में मिला कर 

दुनिया का तुझे डर है तो ख्वाबों में मिलाकर 

और फूलों से तू खुशबू का ताल्लुक है जरूरी 

तू मुझसे महक बन के गुलाबों में मिलाकर"

https://www.instagram.com/reel/DNz5b3m5CtI/?igsh=cHVsdDhieDdvcWYw


9.

"Main Khud Bhi Nahin Apni Haqiqat Ka Shanasa

Gehra Hai Mere Behr-e-Khiyalaat Ka Pani

Mujh Ko Bhi Tammana Hai Ke ‘Iqbal’ Ko Dekhun

Ki Iss Ki Juddai Mein Bohat Ashak Fishani

Iqbal Bhi ‘Iqbal’ Se Agah Nahin Hai

Kuch Iss Mein Tamaskhar Nahin Wallah Nahin Hai"-- Allama Iqbal