Saturday, December 27, 2025

Beautiful shayari on The Eyes....

 


I came across a poetry that was focused on the window to the soul- ankhein, or the eyes as they are called- a favorite of many poets, indeed..This particular poetry is simple yet very thoughtful and speaks volumes about the eyes...


“ik hijr ki tapish mein sulagti hui aankhein
Raahon ko chhaanti hui, takti hui aankhein

Aankhein woh jin mein aas ho, shama ki talab ho
ik aatish-e-umeed mein jalti hui aankhein

Aankhein woh jin mein dard ki shiddat bhi ayaan ho
Aankhein woh keh saken jo zubaan se na bayaan ho

Aankhon mein daastaan-e-gham-e-dil bhi nihaan ho
Aankhein woh jin ka apna sukhan, apni zubaan ho

Aankhon ka apna aasmaan, chaand sitara
Aankhon ke samandar ka nahi koi kinaara”

-Muhammad Ahmad bin Rashid

The poetry can be heard by the poet reciting it here:

https://www.instagram.com/reel/DSpo0YXjVMx/?igsh=MWR4azVwN2M5aDVhcw%3D%3D

 


 Also, sharing few lines which I like, that also talk of the eyes..

“Kholi Hain Zauq-e-Deed Ne Ankhain Teri Agar
Har Rehguzar Mein Naqsh-e-Kaf-e-Paye Yaar Dekh”

(If your eyes have been opened by the longing for Sight

Look for the foot prints of the Beloved in every lane)

Allama Iqbal Poetry کلام علامہ محمد اقبال: (Bang-e-Dra-050) Gulzar-e-Hast-o-Bood Na Beganawar Dekh


-Allama Iqbal

Tuesday, December 23, 2025

Shayaris Collections from Web-IV

Continuing the collection of close shayaris from various places:

1.

“dil mein ab soz-e-intizar nahin
sham-e-ummid bujh gai ho kya”

-Jaun Elia

 

2.

“मैं रहा उम्र भर जुदा ख़ुद से

याद मैं ख़ुद को उम्र भर आया”

-Jaun Elia

 

3.

"अए ख़ुदा जो भी मुझे पन्द-ए शकेबाई दे

उस की आंखौं को मेरे ज़ख़्म की गहराई दे"

-Ahmed Faraz


4.

“Qaid e hayat o band e gham asal me dono aik hain,
Mout se pehle admi gham se nijat pae kion.”

-Mirza Galib


5. 

 "अब न वो दिल न वो दर्द न वो दीवाने रहे

अब न वो साज न वो सुर न वो गाने रहे

साकी तू अब भी यहां किसके लिये बैठा है

अब न वो जाम न वो मय न पैमाने रहे"

-Gopaldas Neeraj


6.

"जाने किस का ज़िक्र है इस अफ़्साने में

दर्द मज़े लेता है जो दोहराने में

दिल पर दस्तक देने कौन आ निकला है

किस की आहट सुनता हूँ वीराने में

हम इस मोड़ से उठ कर अगले मोड़ चले

उन को शायद उम्र लगेगी आने में.."

-गुलज़ार

 

7. 

“मैं उस को आँसुओं से लिख रहा हूँ

कि मेरे बाद कोई पढ़ न पाए”

-Waseem Barelvi

 

 8.

“do hi karwatein hain

Aur dono taraf bechaini hai..”

https://www.instagram.com/reel/DO1MBOjEu5E/?igsh=NjBsYjU1MXM3aDRh

 

 9.

“tum nahi laga paoge andaaza meri tabahi ka

tumne dekha hi kahan hai mujhe shaam hone ke baad..”

https://www.instagram.com/reel/DO3imUyE7D4/?igsh=c21oemVmeGdsazFz

 

 10.

“अजीब मुकाम पर ठहरा है काफिला जिंदगी का,

सुकून ढूंढने चले थे और नींद ही, गवां बैठे..”

-poet source not known

 

 11.

"jodte ho humko humse ya judaa karte ho tum

dekhna hai ab hamare saath kya karte ho tum"

https://www.instagram.com/reel/DSjFOJ3gWx0/?igsh=MTBwYjl2dTRqcjZucA%3D%3D

 

 12.

"kaash tu meri ankhon ka ansoo ban jaaye,

main rona chhod dun tujhe khone ke dar se"

https://www.instagram.com/reel/DQR4N0IkuwM/?igsh=MW5jc3A2bWhubGM3Ng%3D%3D

 

13.

"udaas hoon par tujhse naraaz nahin

tere dil main hu magar tere paas nahin

jhooth kahun to sab kuch hai mere paas

sach kahun to tere siwa kuch bhi nahi"

https://www.instagram.com/reel/DLY-oWwSC69/?igsh=MXd2dXgzeGk3aDBwNg%3D%3D

 

 14.

"घाट का खामोश पत्थर हूँ मैं,

मैंने नदी के हज़ार नख़रे देखे हैं!"

https://www.instagram.com/reel/DN-IfpTkdhM/?igsh=MWd6NjE0dnEzdm91dg%3D%3D


15.

"Ye Dagh Sa Jo Tere Seene Mein Hai Namayan

Ashiq Hai Tu Kisi Ka, Ye Dagh-e-Arzu Hai?


Mein Muztarib Zameen Par, Betaab Tu Falak Par

Tujh Ko Bhi Justujoo Hai, Mujh Ko Bhi Justujoo Hai"

-Allama Iqbal



16.

"mushqilen mujhe mitaane pe tuli hain,

duaain hain ke bachane pe tuli hain,

dil laga hai sabhi gam chupane main

ankhen hain ki batane pe tuli hain"

https://www.instagram.com/reel/DMuIyp_oDQY/?igsh=MXZzb3h4bHFsYzIxMA%3D%3D



17.

"ek ajeeb sa manzar nazar aata hai

har ek ansoo samandar nazar aata hai,

kahaan rakhun main sheesha sa dil apna

har kisi ke haath mein pathar nazar aata hai"

https://www.instagram.com/reel/DMPF1IsMu2R/?igsh=d3Y2bTV6ZXZubzJo



18.

"main tumhe dhoondne yaadon ki khuli raahon par,

khushk patton ki tarah roz bikhar jaata hoon"

https://www.instagram.com/reel/DMaieQ5z2Cu/?igsh=YTdvOTM5NzZ3czU1


19.

"agar insaan qabil-e-aitbaar hota to meri jaan

khuda ko kya zaroorat thi saath do farishte bhejne ki"

https://www.instagram.com/reel/DPLiYElkgXt/?igsh=dW1wa21udmI1MXRi



20.

"Adhoore chand se fariyaad toh karta hoga 

Woh mujhe zyada nahi par yaad toh karta hoga

bahut masroof sahi voh din bhar lekin fir bhi

tanhai ke kuch pal mere liye barbaad to karta hoga"

https://www.instagram.com/reel/DSFNa1VD-WO/?igsh=b3JwMjAwcW1pZXZl


21.

"Mushkil ka haadson ka safar kam to nahin hai

Phir dekh kahin aankh meri num to nahin hai


Yeh jis ki aahaton se meri aankh khul gayi

Yeh tera qadam ae mere humdam to nahin hai


Ek deed ka taalib hai tamanna hai wafa ki

Dil itna shikasta hai ke saalim to nahin hai


Kis par yaqeen karein hain yahi kashmakash bahut

Har dil mein wafaon ka yeh aalam to nahin hai


Kyun dil mein sukoon ka tere lamha nahin aata

Duniya ka tere dil mein abhi gham to nahin hai?


Ahmad yeh tera oj, ada us ka shukar kar

Taqdeer tere Rab ki tu raakim to nahin hai"

— Ahmed bin Rashid

https://www.instagram.com/reel/DSK-X0sgVWk/?igsh=N3JxdHp4bGE1a3Q%3D



22.

"tu vaar kar mere zakham na gin

ki ab bhi mujhme kuch jaan baaki hai

purane ghaanv to bhar gaye mere

ab bhi kuch nishaan baaki hai

ek tujhko hi to haq diya maine dard dene ka,

khushi dene poora jahaan baaki hai..

ki mujhe aur muajze dikha

ki tere hone se inkaar kar du

mera tujhpe kuch imaan baaki hai...

zameen par paanv hai mere

abhi mujhe rok le

udne ke liye abhi asmaan baaki hai

aise khatm na hogi meri kahaani ki

abhi to poori dastaan baaki hai


tu vaar kar mere zakham na gin

ki ab bhi mujhme kuch jaan baaki hai"

https://www.instagram.com/reel/DNx_UCqZj62/?igsh=eGZvbW1vdWNqcHF0


23.

“ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता

अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता”

-Mirza Ghalib


24.

"laut aaya hu fir se apne usi qaid-e-tanhai mein

le gaya tha koi apni mehfilon ka laalach de ke"

https://www.instagram.com/reel/DSjq3g9CKCK/?igsh=MXFocXJkeHYzNzFrcQ%3D%3D


25.

"Mujhe chhor tu jis se ja mila.. tujhe kya mila
Mujhe umr bhar ka khala mila ..tujhe kya mila
Tu gaya to tujhpe wafa ke dar sabhi band thay, 
mujhe maikada to khula mila .....tujhe kya mila
Aur main teri talash me duur taq tha bhaTak raha, 
Mujhe raste me khuda mila..tujhe kya mila"
-poet source not known


26.
"देर तलक कल देखा फलक तो आँखें नीली पड़ने लगी है
उसका रंग उतर आया है, 
आसमान का रंग कच्चा है
 रात को तारे गिनते-गिनते ऊँगली जल गई,
छाला पड़ गया..."
-Gulzar



 

 

Saturday, December 20, 2025

Classical Piano Music- Part 2

 Sharing some more beautiful piano compositions which are so soulful:

Gary Girouard - The Thinker

Evgeny Grinko - Melting

Tony Ann – ICARUS (Official Visualizer)


Van Gogh - Virginio Aiello, On Piano

Beethoven - Moonlight Sonata (FULL)

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ludovico Einaudi - Primavera


Ludovico Einaudi - Nuvole Bianche (Live From The Steve Jobs Theatre / 2019)


Ludovico Einaudi - Experience (Official Visualizer)

(a music especially close to my heart)

~~~~~~~~~~~~~~~~

Stephan Moccio - Ow

Stephan Moccio - The Wanderer (Official Music Video)

Stephan Moccio - Le Jardin de Monsieur Monet (Visualiser)(this song has very artistic video which oscillates between a dark background (with no flowers and bare walls) and the one with beautiful flowers of a garden with colors around the piano...

My Beloved Twin Flame...(this song is absolutely magical)

Walking In The Air (arr. piano) (this particular cover song (actually an opera like song with lyrics) is so heavenly)

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~