Tuesday, December 9, 2025

Shayaris collections from web

 Sharing collection of beautiful shayaris I collected from various sources:

1. 

“Zindagi Qatre Ki Sikhlati Hai Asrar-e-Hayat
Ye Kabhi Gohar, Kabhi Shabnam, kabhi Ansoo Huwa”

-Allama Iqbal

 

 

2.

“ऐ दश्त-ए-आरज़ू मुझे मंज़िल की आस दे

मेरी थकन को गर्द-ए-सफ़र का लिबास दे

 

परवर-दिगार तू ने समुंदर तो दे दिए

अब मेरे ख़ुश्क होंटों को सहरा की प्यास दे

 

फ़ुर्सत कहाँ कि ज़ेहन मसाइल से लड़ सकें

इस नस्ल को किताब न दे इक़्तिबास दे

 

आँसू न पी सकेंगे ये तन्हाइयों का ज़हर

बख़्शा है ग़म मुझे तो कोई ग़म-शनास दे

 

लफ़्ज़ों में जज़्ब हो गया सब ज़िंदगी का ज़हर

लहजा बचा है इस को ग़ज़ल की मिठास दे”

-मेराज फ़ैज़ाबादी

https://www.instagram.com/reel/DNCM1gSStEV/?igsh=MTRwcDVqN2xtajRkdA%3D%3D

 


3.

“रोज़ दीवार में चुन देता हूँ मैं अपनी अना

रोज़ वो तोड़ के दीवार निकल आती है”

-ख़ुर्शीद तलब

 

 4.

https://www.instagram.com/reel/DRpnZnqE68q/?igsh=MThuZ3V4OWxmYjdlNg%3D%3D

“Mere Dard e Dil se hain be khabar, mera karb-e-jaan nahin jaante
Mere aas paas jo log hain, meri talkhiyan nahin jaante

Main yahan rahun k wahan rahun, main jahan main chaahe jahan rahun
Mujhe aa milen ge aqeedtan, mujhe gham kahan nahin jaante

Ye jo kar rahe hain naseehaten, inhen mashwaron ki hain aadaten
Dil-e-khwabzad inhen chor, ye teri daastaan nahin jaante”
@arslanabbaas

 

 

 5.

“sang-e-marmar se tarasha hai khuda ne

tera husn-e-bemisaal ko

baaki jo patthar bacha

us se tera dil bana diya...”

(poet not known)

 

 

6.

"Pehle log marte the

 aatma bhatakthi thi

ab aatma mar jati hai

log bhatakte hain"

https://www.instagram.com/reel/DKlbLdDJcea/?igsh=MTc4OW81OGo3ZnJwaw%3D%3D

 

 

 7.

“saare gum wahin par hai

har khushi wahin par hai

Tum jahan se bichde the

 zindagi wahi par hai

dil ka aur dukhon ka ye taalmel to dekho

jism main jahan dil hai

dard bhi wahin par hai”

https://www.instagram.com/reel/DL2_kjeoBQp/?igsh=MTdzeHFodHRkYXpwaA%3D%3D

 

 8.

Ghadi Se Lakh Mehnga To ✨ | Aditya Singh Aadi | #viral #shayari #shorts


“Ghadi se laakh mehenga to

Ghadi ka waqt hota hai..

Jo iski qadr karta hai usi ka waqt hota hai

Udaasi lutf lene ko chali aati hai mehlon se

Hamari jhopdi mein jab khushi ka waqt hota hai..

Sitam yeh hai ki hum jaise gareebon ki kalai mein

Ghadi hoti kisi ki hai, kisi ka waqt hota hai…”

 

 

9.

“फिराक में है लज़्जते इतनी

विसाल उसका नसीब होगा तो क्या बनेगा

जो शख्स दूर रहकर हरारतें जा बना हुआ है

वो शख्स मेरे करीब होगा तो क्या बनेगा”

(source of poet not known)


10.

"मोहब्बत के लिए दिल ढूँढ़ कोई टूटने वाला

 ये वो मय है जिसे रखते हैं नाज़ुक आबगीनों में"

- Allama Iqbal

 

No comments:

Post a Comment