Saturday, December 20, 2025

Shayaris Collections from Web-III

 More shayaris collections in the series:

1.

Sufi Kalam I Best Sufi Poetry in Urdu

"khaak udti hai raat bhar mujhme

koi firta hai dar-badar mujhme

mujhko mujhme jagah nahin milti

tu hai maujood is kadar mujhme..."

(this poem is too divine)




 2.

https://www.instagram.com/reel/DSaDnbQknY_/?igsh=MXhibng1OWY0NGhpOQ%3D%3D

“meri nazar ne use bas dil tak aane ki ijaazat di thi,

meri rooh main samaa jane ka hunar uska apna tha”



3.

“यही दिल था कि तरसता था मरासिम के लिए
अब यही तर्क-ए-तअल्लुक़ के बहाने माँगे”

-Ahmed Faraz

 

4. 

"tanhai is tarah raas aa gayi hai ki

ab apna saaya hi saath ho to bheed lagti hai"

-Jaun Elia

 

 5.

"subah hone main kitni sadiyan lagti hain,

kya jane raaton ko sukoon se sone wale"

-Jaun Elia

 

6.

"tune dekha hai faqat mehfilon me haste huye mujhko,

mere andar ki cheekhein teri zehni tawajjon bigaad degi"

-Jaun Elia

 

7. 

“है मोहब्बत हयात की लज़्ज़त

वर्ना कुछ लज़्ज़त-ए-हयात नहीं

क्या इजाज़त है एक बात कहूँ

वो मगर ख़ैर कोई बात नहीं”

-Jaun Elia

 

8.

“मैंने दरवाजे को  ताला भी लगाकर देख लिया,

ग़म फ़िर भी समझ जाते हैं की मैं घर पर हूं!”

-Jaun Elia

 

9.

"jo guzārī na jā sakī ham se

ham ne vo zindagī guzārī hai"

-Jaun Elia


10.

“अभी इक शोर सा उठा है कहीं

कोई ख़ामोश हो गया है कहीं

 

है कुछ ऐसा कि जैसे ये सब कुछ

इस से पहले भी हो चुका है कहीं

 

तुझ को क्या हो गया कि चीज़ों को

कहीं रखता है ढूँढता है कहीं

 

जो यहाँ से कहीं न जाता था

वो यहाँ से चला गया है कहीं

 

आज शमशान की सी बू है यहाँ

क्या कोई जिस्म जल रहा है कहीं

 

हम किसी के नहीं जहाँ के सिवा

ऐसी वो ख़ास बात क्या है कहीं

 

तू मुझे ढूँड मैं तुझे ढूँडूँ

कोई हम में से रह गया है कहीं”

-Jaun Elia



11.

“तपते सहराओं में सब के सर पे आँचल हो गया

उसने ज़ुल्फ़ें खोल दीं और मसला हल हो गया”

-Tehzeeb Haafi

 

 

 12.

https://www.instagram.com/reel/DPSn3Nekdd0/?igsh=YXY2ODVka3k3Zzhn

"dard seene main chupaye rakha

humne maahaul banaaye rakha

maut aayi thi kai din pehle

usko baton mein lagaye rakha"

 

 13.

मुखौटे poetry by ayushmaan khurana💌#ayushmankhurana#motivation#line#poetry#shayari

“chehre hi mukhautein hain,

Mukhautein hi to chehre hain,

Andar ka Ram jala diya

Kaise ulte pade dusshere hain

Apni hi awaaz sun na paye hum

Purna roop se behre hain

Mann ki nadi ufaan pa na saki

Hum dikhte kitne gehre hain,

Ye mukhautein koi utaar na le

Laga diya laakhon pehre hain,

Chehre hi mukhautein hain”

-Ayushman Khurana

 

 

 14.

“ek umeed hi to hai jo khatm nahi ho rahi,

Warna kahani to kabki khatm ho chuki hai”

-poet source not known

 

 15.

"teri dastak ki aas rehti hai

ab tabiyat udaas rehti hai

mujhko mushqil se saans aati hai

ek ghutan aas pas rehti hai"

https://www.instagram.com/reel/DOLks_ACfiB/?igsh=YXg4bHh0eDVvOXBp

 

 16.

“tumhe itni gairat to rakhni thi pyaare

Satana nahi tha itne sataye huye ko.”

https://www.instagram.com/reel/DOartylCK1x/?igsh=MWFraXRzNnB6azZ2YQ%3D%3D

 

17. 

https://www.instagram.com/reel/DL4tReFSkJZ/?igsh=aW94eHZjMHpudTZ6

“चंद गज की शहरियत किस काम की

उड़ना आता है तो छत किस काम की

जब तुम्हे चेहरे बदलने का है शौक़

तो तुम्हारी असलियत किस काम की”


18.

https://www.instagram.com/reel/DRWkHXqksyW/?igsh=MXcyYnlhMzFwOWJ1YQ%3D%3D

"pankh kata parinda hoon

main pedon se nahi milta,

tum aao to rooh laana

main jismo se nahi milta"



19.

"meri hansi to mere gamon ka libaas hai,

lekin zamaana kahan itna gumshanaas hai

jab main udaas tha to zamana tha mutmaen,

ab main mutmaen to zamaana udaas hai"

-Munawwar Rana



20.

"shauk se todo dil mera

mujhe kya hairaan karoge

tum hi isme rehte ho

apna hi ghar barbaad karoge"

https://www.instagram.com/reel/DQnkcsoiAWb/?igsh=NnRmaWl1aDk2enBl

 

 21.

"mere wajood meri rooh main tera qissa hai,

tu meri zindagi ka sabse haseen tareen hissa hai"

https://www.instagram.com/reel/DOYXBzPjNud/?igsh=a3B4emY2MjlucTZ6


22.

“ज़ख़्मों ने मुझ में दरवाज़े खोले हैं

मैं ने वक़्त से पहले टाँके खोले हैं

 

बाहर आने की भी सकत नहीं हम में

तू ने किस मौसम में पिंजरे खोले हैं

 

बरसों से आवाज़ें जमती जाती थीं

ख़ामोशी ने कान के पर्दे खोले हैं

”-Tehzeeb Haafi

 


 




 

 

 

 

 

 

 

 


Thursday, December 18, 2025

Shayaris Collections from Web-II

 

Sharing collections of some of my favorite shayaris from the web in the series:

1.

“'फ़राज़' भूल चुका है तेरे फ़िराक़ के दुख

कि शा'इरों में तन-आसानियाँ तो होती हैं “

-Ahmed Faraz

 

 2.

“अभी तलक तो न कुंदन हुए न राख हुए

हम अपनी आग में हर रोज़ जल के देखते हैं “

-Ahmed Faraz

 

 3.

हम ‘फ़राज़’शेरों से दिल के ज़ख्म भरते हैं,

क्या करें मसीहा को जब दवा नहीं मालूम।

-Ahmed Faraz

 

 4.

“mujhe Khairaat mein mili khushiyan achi nahi lagti faraz

Main apne dukhon main rehta hoon nawabon ki tarah”

-Ahmed Faraz

 

 5.

“dukh aisa chahiye ki musalsal rahe mujhe

aur uske saath saath anokha bhi chahiye

ek zakhm mujhko chahiye

mere mizaaz ka

yani hara bhi chahiye

gehraa bhi chahiye

kya hai jo ho gaya hoon main thoda bahut kharab

thoda bahut kharab to

hona bhi chahiye”

-Jawad Sheikh

 

 6.

"main badi der tak dekhta raha tumhe,

tum aaye hi nahi tasveer se baahar"

-Jaun Elia

 

 7.

"tooti hui cheez hamesha pareshan karti hai

jaise dil, neend, bharosa, aur

sabse zyada kisi se umeed"

-Jaun Elia

 

 8.

"woh meri rooh ki chaadar main aake

aise chhup gaya ki

rooh nikle to voh nikle,

voh nikle to rooh nikle"

-Jaun Elia

 

 9.

हर किसी से बिछड़ गया हूँ मैं,

कौन दिल में मेरा मलाल रखे.!!

शहर-ए-हस्ती का अजनबी हूँ मैं,

कौन आखिर मेरा ख्याल रखे.!!

~जॉन एलिया

 

 10.

https://www.instagram.com/reel/DLxTsKJNBhc/?igsh=dDdpbTljd3psZTU5

"musalsal jaari hai mujhme hi tameer meri

kahin se banta hoon to

kahin se toot jaate hoon"

 

11. 

https://www.instagram.com/reel/DMUz7QjS4zi/?igsh=MTVzb2hybmJrdTg1dQ%3D%3D

"aayega guftagoo ka saleeqa to kam se kam

shayar babut zaroori hai khandaan mein,

rehta hai sirf ek hi kamre mein aadmi,

uska guroor rehta hai baaki makaan mein"

-Mehshar Afridi

 

 12.

“नहीं निगाह में मंज़िल तो जुस्तुजू ही सही

नहीं विसाल मयस्सर तो आरज़ू ही सही….

 

गर इंतिज़ार कठिन है तो जब तलक ऐ दिल

किसी के वादा-ए-फ़र्दा की गुफ़्तुगू ही सही”

--Faiz ahmed faiz

 

 13.

https://www.instagram.com/reel/DSNLQBYEiia/?igsh=MWkyeWk0emEwaHJuZg%3D%3D

"dil ke kisi ujaad se kone se aai hai

chehre pe jo bahaar hai, rone se aai hai"

 

 

 14.

“ख़त के छोटे से तराशे में नहीं आएँगे

ग़म ज़ियादा हैं लिफ़ाफ़े में नहीं आएँगे

 

मुख़्तसर वक़्त में ये बात नहीं हो सकती

दर्द इतने हैं ख़ुलासे में नहीं आएँगे”

-ख़ालिद नदीम शानी


 15.

https://www.instagram.com/reel/DMy7FRKvwSJ/?igsh=a3p0cXNxY2toaDR3

"kya khoob kiya usne mere zakhm ka ilaaj

marham bhi lagaya to kaanton ki nok se"



16.

“मुस्कान बनाए रखो तो सब साथ हैं ग़ालिब,

वरना आँसुओं को तो आँखों में भी पनाह नहीं मिलती।" 

-Mirza Ghalib


17. 

https://www.instagram.com/reel/DO0vimMErqs/?igsh=cGlqd2Y3ZXZyN2dq

"kuch logon ko yaadein zinda rakhti hain,

lekin humko baatein zinda rakhti hai

 

dard ko zinda rakhti hai kuch tasveerein

tasveeron ko ankhen zinda rakhti hain

 

hum sab manzil milte hi mar jayenge

hum sabko yeh raahein zinda rakhti hain

 

usne ankhon ka sailaab nahi dekha

jisko meri ankhein zinda rakhti hain

 

zinda rakhti hai jo mitti pedon ko

us mitti ko lashein zinda rakhti hain

 

kuch logon ko yaadein zinda rakhti hain

lekin humko baatein zinda rakhti hain..."


18.

“likhna to tha ki khush hoon tere bagair

Magar ansoo qalam se pehle hi gir gaye”

https://www.instagram.com/reel/DMSp-Yohw0m/?igsh=c2xjNWYwcHlpbGI0


19.

(96) Do Ek Sawalon Ka Sataya Hua Hun Main..❤️‍🩹✨ | Gulshan Mehra | #shayari #shorts #viralvideo - YouTube

“Do ek sawaalon ka sataya huwa hoon main,

Main koun hoon aur kis liye aaya hoon main

Har chot pe mazboot hua ja raha hoon aur,

Ye kon si mitti ka banaya huwa hoon main

Aksar mujhe aata hai mera khwab-e-haqeqat

Dikhta hai ki kaandhon pe uthaya gaya hoon”

 

 20.

"masle hain bahot darmiyan khudaya

jism hai qaid, rooh pareshan khudaya

jawani mein qamar jhukne lagi hai

main chand din ka lagta hoon mehmaan khudaaya

bikte hai log mohabbat mein aksar

ye ishq to lagta hai dukaan khudaya

meri jaan hi meri jaan le rahi hai

mera maut se kya hoga nuqsaan khudaya

khilona jankar vo tod gaya hai

main us shaqs ko lagta hoon bejaan khudaya..."

https://www.instagram.com/reel/DOERMDrDzL7/?igsh=MXVwNmYzdHdiOWpjeQ%3D%3D


21.

“मेरे जख्म नहीं भरते यारों
मेरे नाखून बढ़ते जाते हैं

मैं तन्हा पेड़ हूं जंगल का
मेरे पत्ते झड़ते जाते हैं
मैं कौन हूं, क्या हूं, कब की हूं
एक तेरी कब हूं, सबकी हूं
मैं कोयल हूं शहराओ की
मुझे ताब नहीं है छांव की
एक दलदल है तेरे वादों की
मेरे पैर उखड़ते जाते हैं
मेरे जख्म नहीं भरते यारो
मेरे नाखून बढ़ते जाते हैं

मैं किस बच्चे की गुड़िया थी
मैं किस पिंजरे की चिड़िया थी
मेरे खेलने वाले कहां गए
मुझे चूमने वाले कहां गए
मेरे झुमके गिरवी मत रखना
मेरे कंगन तोड़ ना देना
मैं बंजर होती जाती हूं
कहीं दरिया मोड़ ना देना
कभी मिलना इस पर सोचेंगे
हम क्या मंजिल पर पहुंचेंगे
रास्तों में ही लड़ते जाते हैं
मेरे जख्म नहीं भरते यारों
मेरे नाखून बढ़ते जाते हैं”

-Tehzeeb Haafi

 

 

 

 

 

 

 


Sunday, December 14, 2025

Hum ishq-e-haqiqi chhod ab dunya main aye kaise- a divine Sufi song

 

A few days ago, I came across another Sufi song (under the channel Rumi Rhythm), and as the lyrics and music reached my ears, it almost felt like a catharsis, as if there was a language my heart always spoke which nobody understood but finally, I was hearing the translation of that via a song. The source of the lyrics of this Sufi poetry is not specified, although it's ascribed to "Sufi Samaa", perhaps a group of Sufi musicians. 

This song reverberates the pathos of those chosen souls who are on the path of ishq-e-haqiqi (love of God) and when that is awakened, it becomes a challenge or a continuous battle for the one as the soul is still imprisoned in the flesh (meaning the person is alive and breathing in the dunya) and so that emotion is very aptly expressed in these words. 

In my view, this is one of the most beautiful poetries I have come across....

The song can be heard here:

Chiragh Bujhayein Kaise | چراغ بجھائیں کیسے؟ | Heart Touching Sufi Kalam – Ishq ka Sajda

 

The lyrics are:

“Kadam badh gaya hai jo ishq me

Vo peeche hat nahi sakta,

Manzil fanaa hai jiski,

Vo bhatak nahi sakta

 

Chiraag jalaye khud hain,

To chiraag bujhaye kaise?

Hum ishq-e-haqiqi chhod

Ab dunya main aye kaise?

 

Pii hai sharab-e-vahdat us saqi ki nigaahon se

Is nashe se baahar ab hosh me aye kaise?

Us parda-nasheen ne khud parda hataya hai

Muqaam paakar ye, parda-e-dhokha giraye kaise?

Ye jism fanaa hai

Us zaad-e-bemisaal me, is may ke jhoothe ghar me

Ab laut ke aye kaise?

 

Kadam jo badh chuke hain, seher-su-e-manzil ko

To raah-e-haq se use hataye kaise?

Chiraag jalaye khud hain to

Chiraag bujhaye kaise?..”

 

Here are some translations of the key words in this Urdu poetry:

Raah-e-haq: means the path of truth

zaad-e-bemisaal: (zaad means rizq or provisions, and bemisaal means unparalleled, so it means unparalleled or matchless provisions)

sharab-e-vahdat: the wine of divine unity (vahdat means unity with divine)