Saturday, November 22, 2025

Some more beautiful Shayaris from the internet...

 

Sharing some of sublime poetries with beautifully woven words and depth...Each one of them is so beautiful that I decided to gather them and post here..Well, I usually blog post on Hindi/Urdu poetries of others as I do not want to post the numerous poetries I have penned as of now (as they all are unpublished yet, and hopefully have them published in my book in near future) ...

The recitation/description of the poetries and the words are below them:

1.

https://www.instagram.com/reel/DPQj90wDsgT/?igsh=MXc5Z3poN2N6YXZ4bw%3D%3D

"मज़हब अगर बेनाम हो जाये, तो सुकून मिले।
ख़ुदा हर (हरि) में, हर ख़ुदा में है,
ये बात अगर आम हो जाए तो सुकून मिले॥
नज़र का उठना, कुछ कहना, लाज़मी है।
हर नज़र अगर पाक हो जाए, तो सुकून मिले॥
चांद, तारे, सूरज, नदियाँ सब के सब, सबके साँझे हैं
इंसान अगर इंसान का हो जाए तो सुकून मिले॥"

 

 2.

https://www.instagram.com/reel/DNqNHoXI7GJ/?igsh=MWt5ODBsMXZwNDhtNQ%3D%3D

 "झूठ कहते हैं लोग की संगत का असर होता है,

काँटों को आजतक महकने का सलीका नहीं आया…"

 

3.

https://www.instagram.com/reel/DObdOg2CUvK/?igsh=YXVoZGRteHNvbHQy

"हकीकत यह है गर्दिश में सितारा चल रहा है

गुजारी जा रही है बस गुजारा चल रहा है

मै काफी देर से कुछ तय नहीं कर पा रहा हु

ये कस्ती चल रही है या किनारा चल रहा है"

 

 4.

https://www.instagram.com/reel/DRK4g82iLbu/?igsh=czN3M2dkYzE4NGkz

"Muddatein guzar gai hisaab nahi kiya,

Na jaane kiske dil main kitne reh gaye hum…"

 

 5.

https://www.instagram.com/reel/DN0nM5A5FVi/?igsh=MTd1OTJtZzd6eGNubA%3D%3D

"Jaane kis haal me hum hai ki hame dekh ke log
Ek pal ke liye rukte hain guzar jaate hai"
~Ahmad Faraz

 

6.

Mein Khwahishon Ke Azaab Le Kar Chala - Mawraa.com

“Mein chhor kar apni raah takti udas aankhen
Jo bach gaye thay woh khwab le kar chala gaya hoon

Jis pe mein ne mohabbaton ki wahi likhi thi
Woh aik mamnooa kitaab le kar chala gaya hoon

Bas ik ujal ko suna gaya hoon jo dastaan thi
Mein zindagi se hisaab le kar chala gaya hoon

Mein qaflun ko dikha gaya hoon nishan-e-manzil
Mein raston ke sarab le kar chal gaya hoon

Unhein kaho keh mein dhoondne se nahi milon ga
Mein gird-e-rah ki niqab le kar chala gaya hoon

Mein khwahishon ke azaab le kar chala gaya hoon
Woh dil woh khana kharab le kar chala gaya hoon”-Poet: Khalil Ur Rehman


7.

 "sehra main dhoondta hoon samundar ki adaayein

mujhko mere mizaaj ki duniya na mil saki"

https://www.instagram.com/reel/DLq7mjFJShh/?igsh=MWRmdWk2Mm01bGlseg%3D%3D

 

8. 

"लफ्जों की तरह मुझसे किताबों में मिला कर 

दुनिया का तुझे डर है तो ख्वाबों में मिलाकर 

और फूलों से तू खुशबू का ताल्लुक है जरूरी 

तू मुझसे महक बन के गुलाबों में मिलाकर"

https://www.instagram.com/reel/DNz5b3m5CtI/?igsh=cHVsdDhieDdvcWYw


9.

"Main Khud Bhi Nahin Apni Haqiqat Ka Shanasa

Gehra Hai Mere Behr-e-Khiyalaat Ka Pani

Mujh Ko Bhi Tammana Hai Ke ‘Iqbal’ Ko Dekhun

Ki Iss Ki Juddai Mein Bohat Ashak Fishani

Iqbal Bhi ‘Iqbal’ Se Agah Nahin Hai

Kuch Iss Mein Tamaskhar Nahin Wallah Nahin Hai"-- Allama Iqbal

 


No comments:

Post a Comment