Sunday, November 23, 2025

A beautiful Hindi song- So gaye hain dil ke afsaane

 

Sharing a lesser-known song from the Hindi movie Zubeidaa (2001), the music composed by the legendary AR Rahman. This song is particularly captivating as its music and poetry are deeply divine, the music is almost like listening to a classical orchestral piece...The lyrics are poignant, and the actress reminisces and the lines where she likens herself to a puppet (kathputli) but which is not free and under control of strings...are very beautifully expressed. In short, it's a lament of the ailing heart of a woman...

The song can be heard here: @A. R. Rahman - So Gaye Hain Audio Song|Zubeidaa|Karisma Kapoor|Lata Mangeshkar

The lyrics of the song are:


"So gaye hain, kho gaye hain,

dil ke afsaane,

Koi to aata phir se

Kabhi inko jagaane 

So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane


Saans bhi leti hain jo kathputliyaan 

Unki bhi thaame hain koi doriyaan 

Aansuon mein

Bheegi hain khaamoshiyaan

So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane 


Dil mein ek parchhaayi hai lehraayi si

Aarzoo meri hai ek angdaayi si 

Ek tamanna hai kahin sharmaayi si 

So gaye hain, kho gaye hain dil ke afsaane .."

Saturday, November 22, 2025

Chahat na hoti kuch bhi na hota----poetry of Nida Fazli

 

I came across a poignant poetry by the Indian Urdu poet Nida Fazli, and I was listening to an old Hindi song the other day that is so simple yet so profound in its simplicity of explanation of what love is, and I realized that its lyrics were penned by the same poet. 

I am sharing a lovely poetry and a different song (Chahat) both written by Nida Fazli. 

1. 

"देखा हुआ सा कुछ है तो सोचा हुआ सा कुछ

हर वक़्त मेरे साथ है उलझा हुआ सा कुछ


होता है यूँ भी रास्ता खुलता नहीं कहीं

जंगल सा फैल जाता है खोया हुआ सा कुछ


साहिल की गीली रेत पर बच्चों के खेल सा

हर लम्हा मुझ में बनता बिखरता हुआ सा कुछ


फ़ुर्सत ने आज घर को सजाया कुछ इस तरह

हर शय से मुस्कुराता है रोता हुआ सा कुछ"--Nida Fazli



2.  The song can be heard here:


And lyrics of the song (simple yet profound poetry) are as follows: (the ones I highlighted in different color are so deep lines)....

(87) Chaahat Na Hoti | Alka Yagnik, Vinod Rathod | Chaahat | Shah Rukh Khan, Pooja Bhatt - YouTube 

"Chahat nadiya chahat saagar

Chahat dharti chahat ambar

Chahat radha chahat girdhar

Dil kaa dhadkna yahi chahat hai
Neend na aanaa yahi chahat hai
Chahat naa hoti kuch bhi naa hota
Chahat naa hoti kuch bhi naa hota
Main bhee naa hotee, tu bhee naa hota
Main bhee naa hotee, tu bhee naa hota

Tum mujse alag kab ho
Main tumse juda kab hoon
Pani mein kanval jaise
Rahete ho mujhi mein tum

Dekhun to tumhen dekhun
Sochoon to tumhen sochoon
Saagar mein nadi jaise
Behate ho mujhi mein tum

Chaahat khushboo, chaahat rangath
Chahat murat chahat kudarat
Chaahat ganga, chaahat jamunaa
Hosh ganvaana yahi chaahat hai
Jaan se jaanaa yahi chaahat hai
Chahat naa hoti kuch bhi naa hota
Chahat naa hoti kuch bhi naa hota
Main bhee naa hotee, too bhee naa hota
Too bhee naa hotee, main bhee naa hota

Jab tu nahin hota hai
Us waqt bhee har shay mein
Har geet mein, har lay mein
Tu hi nazar aata he

Bikharaa ke kabhi zulfen
Chamakaa ke kabhi cheharaa
Tum hee meri duniyaa ke
Din raat sajaate ho

Chaahat ghunghat, chaahat darpan
Chaahat sajani, chaahat saajan
Chaahat puja, chaahat darshan
Aankh bhar aanaa yahi chaahat hai
Jee ghabraanaa yahi chaahat hai
Chahat naa hoti kuch bhi naa hota
Chahat naa hoti kuch bhi naa hota
Main bhee naa hotee, too bhee naa hota
Too bhee naa hotee, main bhee naa hota..."

 

 

 


Some more beautiful Shayaris from the internet...

 

Sharing some of sublime poetries with beautifully woven words and depth...Each one of them is so beautiful that I decided to gather them and post here..Well, I usually blog post on Hindi/Urdu poetries of others as I do not want to post the numerous poetries I have penned as of now (as they all are unpublished yet, and hopefully have them published in my book in near future) ...

The recitation/description of the poetries and the words are below them:

1.

https://www.instagram.com/reel/DPQj90wDsgT/?igsh=MXc5Z3poN2N6YXZ4bw%3D%3D

"मज़हब अगर बेनाम हो जाये, तो सुकून मिले।
ख़ुदा हर (हरि) में, हर ख़ुदा में है,
ये बात अगर आम हो जाए तो सुकून मिले॥
नज़र का उठना, कुछ कहना, लाज़मी है।
हर नज़र अगर पाक हो जाए, तो सुकून मिले॥
चांद, तारे, सूरज, नदियाँ सब के सब, सबके साँझे हैं
इंसान अगर इंसान का हो जाए तो सुकून मिले॥"

 

 2.

https://www.instagram.com/reel/DNqNHoXI7GJ/?igsh=MWt5ODBsMXZwNDhtNQ%3D%3D

 "झूठ कहते हैं लोग की संगत का असर होता है,

काँटों को आजतक महकने का सलीका नहीं आया…"

 

3.

https://www.instagram.com/reel/DObdOg2CUvK/?igsh=YXVoZGRteHNvbHQy

"हकीकत यह है गर्दिश में सितारा चल रहा है

गुजारी जा रही है बस गुजारा चल रहा है

मै काफी देर से कुछ तय नहीं कर पा रहा हु

ये कस्ती चल रही है या किनारा चल रहा है"

 

 4.

https://www.instagram.com/reel/DRK4g82iLbu/?igsh=czN3M2dkYzE4NGkz

"Muddatein guzar gai hisaab nahi kiya,

Na jaane kiske dil main kitne reh gaye hum…"

 

 5.

https://www.instagram.com/reel/DN0nM5A5FVi/?igsh=MTd1OTJtZzd6eGNubA%3D%3D

"Jaane kis haal me hum hai ki hame dekh ke log
Ek pal ke liye rukte hain guzar jaate hai"
~Ahmad Faraz

 

6.

Mein Khwahishon Ke Azaab Le Kar Chala - Mawraa.com

“Mein chhor kar apni raah takti udas aankhen
Jo bach gaye thay woh khwab le kar chala gaya hoon

Jis pe mein ne mohabbaton ki wahi likhi thi
Woh aik mamnooa kitaab le kar chala gaya hoon

Bas ik ujal ko suna gaya hoon jo dastaan thi
Mein zindagi se hisaab le kar chala gaya hoon

Mein qaflun ko dikha gaya hoon nishan-e-manzil
Mein raston ke sarab le kar chal gaya hoon

Unhein kaho keh mein dhoondne se nahi milon ga
Mein gird-e-rah ki niqab le kar chala gaya hoon

Mein khwahishon ke azaab le kar chala gaya hoon
Woh dil woh khana kharab le kar chala gaya hoon”-Poet: Khalil Ur Rehman


7.

 "sehra main dhoondta hoon samundar ki adaayein

mujhko mere mizaaj ki duniya na mil saki"

https://www.instagram.com/reel/DLq7mjFJShh/?igsh=MWRmdWk2Mm01bGlseg%3D%3D

 

8. 

"लफ्जों की तरह मुझसे किताबों में मिला कर 

दुनिया का तुझे डर है तो ख्वाबों में मिलाकर 

और फूलों से तू खुशबू का ताल्लुक है जरूरी 

तू मुझसे महक बन के गुलाबों में मिलाकर"

https://www.instagram.com/reel/DNz5b3m5CtI/?igsh=cHVsdDhieDdvcWYw


9.

"Main Khud Bhi Nahin Apni Haqiqat Ka Shanasa

Gehra Hai Mere Behr-e-Khiyalaat Ka Pani

Mujh Ko Bhi Tammana Hai Ke ‘Iqbal’ Ko Dekhun

Ki Iss Ki Juddai Mein Bohat Ashak Fishani

Iqbal Bhi ‘Iqbal’ Se Agah Nahin Hai

Kuch Iss Mein Tamaskhar Nahin Wallah Nahin Hai"-- Allama Iqbal